This new one was triggered by repeated hearings of three of my all-time favorite Kishore Kumar romantic numbers over the last 4-5 days:
"Aksar raaton ko tanhaa baithe,
Tere baare mein sochtaa hoon...
Jab sannaate ki zulfon se tapakti shabnam,
Dastak dey khayaalon ki chaukhat par,
Pesh-qadmi ki ghadiyaan gintey huye,
Tera intezaar kartaa hoon.
Aksar raaton ko tanhaa baithe,
Tere baare mein sochtaa hoon."
-----------------------------------------------------------------------------------------------
- Aankhon aankhon mein hum tum [Mahal – 1969] — Kalyanji-Anandji
- Yeh duniya-waale poochhenge [Mahal – 1969] — Kalyanji-Anandji
- Saawan ka maheena aa gaya [Nehle Peh Dehlaa – 1976] — RD Burman
"Aksar raaton ko tanhaa baithe,
Tere baare mein sochtaa hoon...
Jab sannaate ki zulfon se tapakti shabnam,
Dastak dey khayaalon ki chaukhat par,
Pesh-qadmi ki ghadiyaan gintey huye,
Tera intezaar kartaa hoon.
Aksar raaton ko tanhaa baithe,
Tere baare mein sochtaa hoon."
-----------------------------------------------------------------------------------------------
No comments:
Post a Comment